Wo Rotha Rotha Sa Lagta Hai
Wo Rotha Rotha Sa Lagta Hai,
Koi Tarkeeb Batao Manane Ki,
Main Zindagi Girvi Rakh Sakti Hon,
Tum Qeemat Batao Muskurane Ki.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Wo Rotha Rotha Sa Lagta Hai,
Koi Tarkeeb Batao Manane Ki,
Main Zindagi Girvi Rakh Sakti Hon,
Tum Qeemat Batao Muskurane Ki.
Bohat Din Baad Aisa Howa Hai,
K Hum Se Aaiyna Rutha Howa Hai,
Humare Hone K Imkan K Aagay,
Na Hone Ka Khala Phela Howa Hai,
Tumhare Jeet Jane Se Ziada,
Humari Haar Ka Charcha Howa Hai,
Bohat Ghul Mil Kar Bi Dunya Se Humne,
Zara Sa Fasla Rakha Howa Hai.
Toofani Barish, Aadhi Raat Admi Pizza Hut Pe Pizza Lene Aaya.
Waiter: Aap Married Ho?
Admi: Kameny Ese Toofan Me Konsi Maa Apne Betay Ko Pizza Lene Bhejegi!!
Usse Kehna K Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai,
Barish K Har Ek Qatrey Se Awaaz Tumhari Aati Hai,
Badal Jab Garajte Hain Dil Ki Dharkan Barhti Hai,
Aur Dil Ki Har Ek Dharkan Se Awaaz Tumhari Aati Hai,
Jab Tez Hawayen Chalti Hain To Jaan Humari Jati Hai,
Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai.