Aap k Bary Mein Ghalat Bol Raha tha
.“\ /”
_.| |
,/(.”.)\,
BOL Aur BOL
Aap k Bary Mein Ghalat Bol Raha tha…
Ulta Latka Dia.
Keh Raha Tha K Aaj Ki Atari Aap k Taraf Hai.
Mazak Ki Bhi Had Hoti Hai…
Aap Aur Aftari ???
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
.“\ /”
_.| |
,/(.”.)\,
BOL Aur BOL
Aap k Bary Mein Ghalat Bol Raha tha…
Ulta Latka Dia.
Keh Raha Tha K Aaj Ki Atari Aap k Taraf Hai.
Mazak Ki Bhi Had Hoti Hai…
Aap Aur Aftari ???
Dekho Kia Ajeeb Sa Sama Ho Raha hai,
.
.
.
Ramzan Ki Judai Mein Aasman bhi Ro Raha Hai.
Alwida Alwida Mah-e-Ramzan
Wo Tamam Meri Hamaqaten Jo Huen Gunah Ki Chaon Mein,
Wo Amal Ki Sari Kasafatein Jo Likhi Gayi Hain Fizaon Mein,
Tere Samne Hai Zarrah Zarrah, Teri Zaat Wakif-e-Hal Hai,
Main Bura Sahi Mujhe Bakhsh De, Mere Dil Ko Sakht Malal Hai,
Meri Neend Aankhon Se Door Hai Mera Mazi Itna Kharab Hai,
Ye Karam Hai Rab-e-Jahan Tera, Mere Har Gunah Pe Naqab Hai,
Tujhe Ikhtiyar Hai Sab Ka Sab, Mera Tujh Se Itna Sawal Hai,
TU Maaf Kar, TU KAREEM Hai, TU RAB-e-ZUL JALAL Hai.
AMEEN
Bari Ajeeb Hai Nadaan Dil Ki Khuwahish,
.
.
.
Aamaal Kuch Nahi aur Dil Talabgaar Hai Jannat Ka.