T.V kion nahin lay gaya?
Santa Police se:
Kal rat chor mere ghar se
TV ke Elava sub samaan le gaya.
Police: TV kion nahi legaya?
Santa: TV to main dekh raha tha is liye..
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Santa Police se:
Kal rat chor mere ghar se
TV ke Elava sub samaan le gaya.
Police: TV kion nahi legaya?
Santa: TV to main dekh raha tha is liye..
1 banda bhagta howa aata hai
aur Santa se kehta hai.
Bhai jaldi jao tumharey ghar mein talaab ka pani ghus gaya hai.
Santa: Oye kion jhoot bolta hai,
ghar ki chabi to meray pas hai. . . 😀 😀
YE BARISHEIN BHI TUM SI HAIN
Jo Baras Gai To Bahar Hain,
Jo Theher Gai To Qarar Hain,
Kabhi Aa Gai Yunhi Be Sabab,
Kabhi Chah Gai Yunhi Roz-O-Shab,
Kabhi Shor Hain Kabhi Chup Si Hain,
Ye Barishein Bhi Tum Si Hain,
Kisi Yaad Mein, Kisi Raat Ko,
Ek Dabi Hoe Si Raakh Ko,
Kabhi Yun Howa K Bhuja Diya,
Kabhi Khud Se Khud Ko Jala Diya,
Kabhi Boond Boond Mein Ghum Si Hain,
Ye Barishein Bhi Tum Si Hain……..
Sunshine is delicious,
Rain is refreshing,
Wind braces us up,
Snow is exhilarating;
There is really no such thing as bad weather,
Only different kinds of good weather.
Have A Good Rainy Day.