Ikhtyar-E-Trannum Se Tabassum Ko
Ikhtyar-E-Trannum Se Tabassum Ko Jala Dena,
.
.
.
.
Main Soney Laga Hon Mujhe Subha Poney 8 Jaga Dena.
Good Night
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Ikhtyar-E-Trannum Se Tabassum Ko Jala Dena,
.
.
.
.
Main Soney Laga Hon Mujhe Subha Poney 8 Jaga Dena.
Good Night
Tu Ne Dekha Hai Kabhi Ek Nazar Shaam K Baad,
Kitne Chup Chap Se Lagtey Hain Shajar Shaam K Baad,
Itne Chup Chap K Rastey Bhi Rahen Gay La Illm,
Chor Jayengay Kisi Roz Nagar Shaam K Baad,
Main Ne Aise Hi Gunah Teri Judai Mein Kiye,
Jaise Toofan Mein Koi Chor De Ghar Shaam K Baad,
Shaam Se Pehle Wo Mast Apni Uranon Mein Raha,
Jis K Hathon Mein Then Tootey Huwe Par Shaam K Baad,
Raat Biti To Giney Aabley Or Phir Socha!!
Kon Tha Bais-E-Aaghaz-E-Safar Shaam K Baad,
Tu Hai Sooraj Tujhe Maloom Kahan Raat Ka Dukh,
Tu Kisi Roz Mere Ghar Mein Utar Shaam K Baad,
Lout Aaye Na Kisi Roz Wo Aawara Mizaj,
Khol Rakhte Hain Isi Aas Pey Dar Shaam K Baad…
As a final incentive before giving up a difficult task,
try to imagine it succeessfully accompliced
by someone you voilently hate.
Aik hi dar ho to Sajdon mein sakoon milta hai
.
.
.
.
bhatak jatay hain wo log jin k bohat say khuda hotay hain.