Kabhi itni shidat se bhi us ki yaad aati hai
Kabhi itni shidat se bhi us ki yaad aati hai Saghar,
.
.
.
Main bus palkain milata hon to Aankhain bheeg jati hain.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Kabhi itni shidat se bhi us ki yaad aati hai Saghar,
.
.
.
Main bus palkain milata hon to Aankhain bheeg jati hain.
Dil Naa Umeed To Nahi, Nakaam hi to hai,
.
.
.
Lambi hai Gham ki Sham, Magar Sham Hi To Hai.
Her Ibteda Se Pehle Her Inteha K Baad,
Zaat-e-Nabi (S.A.W.W) Buland hai Zaat-e-Khuda K Baad,
Lab Sil Gaye Meray Bus Ek Iltija K Baad,
Main Chahta Bhi Kis Ko Shah-e-Anmbiya K Baad,
Dunya Mein Ehteram K Qabil Hain Sabhi Log,
Main Sab Ko MAnta Hon Magar Mustafa (S.A.W.W) K Baad.
Kahtay hai dill main Allah rehta hai.
Kia ye Sach Hai?
Chalain dill Khol Kar daikhte Hain.
dill
d_ill
d_i_ll
d_i_l l