Ulfat Kabhi Ulfat Se Anjan Nahi Hoti
Ulfat Kabhi Ulfat Se Anjan Nahi Hoti,
Har Insan Ko Mohabat Ki Pehchan Nahi Hoti,
Karne Ko To Mohabat Sabhi Karte Hain,
Par Ye Mohabat Nibhana Itni Aasan Nahi Hoti.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Ulfat Kabhi Ulfat Se Anjan Nahi Hoti,
Har Insan Ko Mohabat Ki Pehchan Nahi Hoti,
Karne Ko To Mohabat Sabhi Karte Hain,
Par Ye Mohabat Nibhana Itni Aasan Nahi Hoti.
Taluqat Aise Hon K Yaaden Kam Na Hon,
Silsilay Aise Rahen k Koi Gham Na Hon,
Dil K Kone Mein Itni Se Jaga Rakhna K,
Khali Khali Sa Lagay Jab Hum Na Hon.
Apne Maathay Pe Saja Lo Har Ek Pathar Ki Zarb Mohsin,
.
.
.
Ishq Kar Bethay Ho Lazim Hai Saza Pao Gay…
In Barisho’n Mein Bheeg K Ab Kia Karna Mujhe,
.
.
.
K Ab Acha Nahi Lagta Us Se Munsalik Kuch Bhi.