Sabzi wala
Sabzi wala sabzi par paani chirrak raha tha.
Kaafi dair ho gai to aik shaks gussey se bola:
Bhaisaab! Agar bhindi ko hosh aa gaya ho to ek kilo de do
😛
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Sabzi wala sabzi par paani chirrak raha tha.
Kaafi dair ho gai to aik shaks gussey se bola:
Bhaisaab! Agar bhindi ko hosh aa gaya ho to ek kilo de do
😛
Ab Tery Hijr Mein Aey Fehm-o-Zaka k Yousaf,
.
.
.
.
Kitni Aankhen hain Jo Yaqoob Hui Jaati Hain.
Ye Mizaj-E-Yaar Ko Kia Howa? Unhain Mujhse Pyar Hai Aaj Kal,
Meri Justaju, Meri Guftagu, Mera Intezaar Hai Aaj Kal,
Wo Tere Khatoot Nikaalna, Kabhi Dekhna Kabhi Choomna,
Yehi Mashghala, Yehi Silsila, Yehi Karobaar Hai Aaj Kal,
Issy Qatal Ker, Ussay Qatal Ker, Tujhy Saat Khoon Muaaf Hain,
Teri Saltanat, Tera Dabdaba, Tera Iqtedaar Hai Aaj Kal,
Aray KAIF Kal To Tu Rind Tha, Mere Yaar Tujh Ko Ye Kia Howa?
Barra Mazhabi, Barra Paarsa, Barra Deendaar Hai Aaj Kal,
Relationships are like stapling papers together. Easy to attach but difficult to detach and even if detached they leave mark.