Dua Ebadat Aur Khidmat
Dua
Apny Liye Mangna Ebadat Hai
Aur
Dosron K Liye Mangna Khidmat Hai,
Ebadat Se Jannat Milti Hai
Aur
Khidmat Se Khuda Milta Hai
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Dua
Apny Liye Mangna Ebadat Hai
Aur
Dosron K Liye Mangna Khidmat Hai,
Ebadat Se Jannat Milti Hai
Aur
Khidmat Se Khuda Milta Hai
Nikley Hum Duniya Ki Bheer Me To Pata Chala,
.
.
.
K Har Wo Shakhs Udaas Hai Jisey Monday Se Duty Par Jana Hai.
Taqat Nahi Mujh Me K Tumhen Duniya Se Cheen Loon,
.
.
.
Lekin Mere Dil Se Tujhe Koi Nikale Kisi Me Itni Taqat Nahi
Ab Aur Kya Kisi Se Marasim Barhaen Hum,
Ye Bhi Bohat Hai Tujh Ko Agar Bhol Jayen Hum,
اب اور کیا کسی سے مراسم بڑھائیں ہم
یہ بھی بہت ہے تجھ کو اگر بھول جائیں ہم
Sehra-e-Zindagi Mein Koi Dosra Na Tha,
Sunte Rahe Hain Aap Hi Apni Sadaen Hum,
صحرائے زندگی میں کوئی دوسرا نہ تھا
سنتے رہے ہیں آپ ہی اپنی صدائیں ہم
Continue reading “Ab Aur Kya Kisi Se Marasim Barhaen Hum” →