1 Pehalwan ki taang neeli ho gayi

1 Pehalwan ki taang neeli ho gayi
Hakeem: Zehar phail gaya hai taang katni pareygi kuch din baad dosri taang bhi neeli ho gayi to hakeem ne wo bhi kaat dali aur plastic ki taangen laga deen.

kuch din baad plastic ki taangen bhi neeli ho gayi.

Hakeem:
Yaar teri bemari samajh aa gayi hai..
Teri dhoti ka rang utarta hai.

Marty waqt mujhe kalma naseeb hoga?

1 Buzurg se kisi nay pocha:
“Marty waqt mujhe kalma naseeb hoga?”

Buzurg: Subah jab aankh khuley to ALLAH ki Yaad aa jaye,
Samajh jao k eeman salamat hai…
Warna darood e pak ki kasrat rakho mout se pehly jannat mein apna moqam dekh lo gy.

Insha Allah