Dost To Ek Naam Hai
Pyar To Ek jhonka Hai Hawa Ka..
Dost To Ek Naam Hai Wafa Ka..
Auron K Liye Kuch Bhi Ho..!
Humare Liye To Dost Ek Haseen Tohfa Hai Khuda Ka.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Pyar To Ek jhonka Hai Hawa Ka..
Dost To Ek Naam Hai Wafa Ka..
Auron K Liye Kuch Bhi Ho..!
Humare Liye To Dost Ek Haseen Tohfa Hai Khuda Ka.
ASSLAM “O” ALAIKUM
Humare Pyare NABI (Salala Ho Aly Hi Wasalam) Ne Allah se Arz ki:
“Meri Ummat ka Hisaab Mere Supurd kar Dijiye Ta k Doosri Ummaton k Samny Meri Ummat ki Ruswai na ho”
ALLAH ne Farmaya: “Main Chahta hon k Aap ki Ummat ka Hisaab me khud hi Karon Ta k Agar Koi Laghzish ho to Usko Aap se bhi Posheda rakhon. Ta k ap ki Ummat ki Aap k Samny bhi Ruswai na ho”
‘SUBHANALLAH’ (Bukhari Muslim) ‘Page no#102:
Rabrri Se bhi Meethey Hain Tere Bol,
Koi Kese Lagaye Tera MOL,
Heerey Se Ziyada Hay Tu ANMOL,
Arey Itni jhooti Taareef Kar di.
“THANK YOU” To Bol.;>
People say,
“You look good when there is a smile on your face”
But I say,
“Smile looks good when it is on your face.”
Wish you countless smiles forever. 🙂