Kahin Tanha Na Kar De Tujhe by admin Kahin Tanha Na Kar De Tujhe Munfrid Rehne Ka Shoq Faraz, . . . Jub Din Dhale Tu Kisi Se Haal-e-Dil Keh Dia Kar.
Warna phoolon ko to hum by admin Uske honton ki izzat ka khayal aata hai Faraz, . . . Warna phoolon ko to hum sar-e-aam choom liya karte hain.
Mujhe Kehta Hai Jhooti Hain by admin Mujhe Kehta Hai Jhooti Hain Teri Beykar Si Baatein Faraz, . . . Magar Lagta Hai Wo Meri Unhi Baaton Pe Marta Hai.
Raabtey iss liye main by admin Raabtey iss liye main torr raha hoon sub se Faraz, . . . Mer bhi jaon to kisi aankh main aansoo na milain.