Ab kia Dhoondte ho
Ab kia Dhoondte ho Jaley howe Kaghzon ki Rakh mai, Faraz,
.
.
.Wo jiska Unwan Tum they Wo Afsana hi jal gaya.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Ab kia Dhoondte ho Jaley howe Kaghzon ki Rakh mai, Faraz,
.
.
.Wo jiska Unwan Tum they Wo Afsana hi jal gaya.
Apnay chaman se Cigarette ley sako to leydo Faraz,
.
.
.
.Mere aashiyane k Rastay me koi Paan ka Cabin nahi hai.
Arz kiya hai;
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gaee,
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gaee,Wah Wah Wah
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gaee,
.
.
.
Jaisay chotay se raksha main, moti Aunty phans gaee.
Meri Aankhein Bhi Ek Din Muj Se Yeh Keh Dein Gi Faraz,
.
.
.Khawab Na Uss K Dekha Kro Hum Se Ab Roya Nahi Jata.