Aaj us jahan ki haqiqat by admin Aaj us jahan ki haqiqat bayan karde Faraz, . . . Jis jahan main logo se wafa nahi milti.
Wo roz daikhta hai by admin Wo roz daikhta hai doobtay howe suraj ko Faraz, . . . Kaash main bhi kisi shaam ka manzar hota.
Umar bhar jis phool ki main nay by admin Umar bhar jis phool ki main nay parwarish ki Faraz, . . . Jub khooshboo k Qabil huwa to ghairo ne cheen liya.
Bhala hathon ki lakeerain by admin Bhala hathon ki lakeerain b Mitti hain Faraz, . . . Kitna pagal hai mera naam mitaanay wala.