Mohabbat may haar jane per
Mohabbat may haar jane per
log naseeb ki baat kerte hain Faraz,
.
.
.Kabhi KHUDA se mohabbat ki hoti
to ye shikayat nahi hoti…….
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Mohabbat may haar jane per
log naseeb ki baat kerte hain Faraz,
.
.
.Kabhi KHUDA se mohabbat ki hoti
to ye shikayat nahi hoti…….
Main khud bhi osey bholana chahta hoon Faraz,
.
.
.
.Per kia karoon!
Ammi roz subha 7 badam khila deti hain.
Hum ne hazaar bar kaha door betho Garmi hai Faraz,
.
.
.
.Phir b kehta hai “G krda bi G krda tenu kol bithawa G krda.
Zamanay k Sawalon Ko Main Huns k Taal Dun Faraz,
.
.
.Lakin Nami Aankhon Ki Kehti Hai, Mujhe Tum Yaad Aate Ho.