Maine Tumse Chupaya Tha
Girl: Mujhe Maaf Ker Do, Maine Tumse Chupaya Tha K Meri Mangni Ho Chuki Hai,
Boy: Aray Koi Baat Nahi, Chalo ao Aaj Main Tumhe Apne Bachon Se Milwata Hun….!!!!
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Girl: Mujhe Maaf Ker Do, Maine Tumse Chupaya Tha K Meri Mangni Ho Chuki Hai,
Boy: Aray Koi Baat Nahi, Chalo ao Aaj Main Tumhe Apne Bachon Se Milwata Hun….!!!!
Mohabbat karny waly Logon Ki Ab Talash Karna Chor Di hum ne,
“Aey mery d0st”
.
.
.
Log To Bus Waqt Bitane aur Dil behlany K Liye baat kia kartay hain,,,,,
Har school me likha hota hai …
USOOL … torna mana hai.
Har baagh me likha hota hai …
PHOOL … Torna mana hai.
Har khel me likha hota hai …
RULE … Torna mana hai !!!
KAASH
!!! Mohabbat me bhi likha hota k kisi ka …
DIL … Torna mana hai……
Aapki 1 baat mujhe bohat pasand hai….
Aap jab bhi koi sms karte hain wo dil say karte hain,
Q
k
dimagh to
aapke pas hai hi nahi ….
<(‘.’)>
/ / Lo bhai @
.| L hogai izzat.