Tery Dar Se Umeed Tuti Thi, Na Tuti Hai
Tery Dar Se Umeed Tuti Thi, Na Tuti Hai, Na Tuty Gi,
Yaa RAB
.
.
.
Main Is Duniya Se Mayus Ho Sakta Hun Teri Rehmat Se Nahi.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Islamic SMS
Tery Dar Se Umeed Tuti Thi, Na Tuti Hai, Na Tuty Gi,
Yaa RAB
.
.
.
Main Is Duniya Se Mayus Ho Sakta Hun Teri Rehmat Se Nahi.
Jab Tumhari Mushkilaat Hadd Se Barhne Lagen To Samajh Lo k ALLAH Tumhain Koi ‘MUQAAM’ Deney Wala Hai .!..!
(Hazrat Ali R.A)
JUMMA MUBARAK:-)
9 Sunehri Batain
<1> Kisi Musalman Ki Taraf Muskura Kar Dekhna SADQA Hai.
<2> Sanjida Rehne Wala Hamesha IZZAT Pata Hai.
<3> Imaan Par Maot Jannat Mein Jane Ki SANAD Hai.
<4> Nafs Ke Khilaf Jihad Karna JIHAD-E-AKBAR Hai.
<5> Maa Baap Ki Khidmat 2no Jahan Mein AZMAT hai.
<6> Marny Wale Se IBRAT Hasil Karo.
<7> Jis Ne Sabar Kia Us Ne Sab Kuch Pa Liya.
<8> Jo Chup Raha Us Ne NIJAAT Paai.
<9> Gunah Se Bachna Sab Se Bari NEKI Hai.
Please forward to all
What a nice feeling to be in “Love” with “Allah”
No pain,
No Disappointment
&
No worries…
Just Blessings,
Blessings
&
Blessings…!!