Wife: Chalo na kahin chalte hain
Wife: Chalo na kahin chalte hain,
Car main aur car drive main karongi.
Husband: Car tum drive karogi??????
Hmmmmmmmmmmm, jaaengay car main aur
aaengay akhbar main……………
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Husband Wife SMS
Wife: Chalo na kahin chalte hain,
Car main aur car drive main karongi.
Husband: Car tum drive karogi??????
Hmmmmmmmmmmm, jaaengay car main aur
aaengay akhbar main……………
Aik Dolatmand Aadmi Shadeed Bimaar Tha,
Jub Is K Aakhri Lamhaat Kareeb Aye To Doctors Ne Jawab De Dia,
His wife Said: Tum Abhi Nahi mar Saktay,
KHUDA K Liye Abhi Na Maro.
Martay Huay Shakhs Ne Jawab Dia: BEGUM Mat Ro,
SABR Kro, Ab main Chund Lamhoooon Ka Mehmaan Hooon.Wife: NAHI…………Nahi…………….
Tum Aj Mar Kr Mujhay Zaleel Nahi Kr Saktay,
Darzi kala suit see ker kal dega. Plzzzzzzzz
Santa to Banta:
I have One Good News One Bad News.
.
Good News is That:
Meri biwi ka ACCiDENT ho gaya.
.
Banta: Aur Bad News?
.
Santa: Woh ek SAPNA tha.
Wife: Sunye ji! Aapka aziz dost
ghalat larki se shadi ker raha hai.
Aap ussey rokte kion nahi?Husband: Main kion Rokoon?
Usne mujhe roka tha kia?