Samundar ke kinare baithe hain
Samundar ke kinare baithe hain,
Kabhi to lehar aayegi.
Kismat badle na badle,
atleast CHAPPAL TO DHUL JAYEGI.
Think +ve
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Funny SMS
Samundar ke kinare baithe hain,
Kabhi to lehar aayegi.
Kismat badle na badle,
atleast CHAPPAL TO DHUL JAYEGI.
Think +ve
Aadat or ada me kia Fark hai?
“Road k nal se pani pina”
Garib piye to aadat
Ameer piye to ada
Ab Sms ko le lo
Aap bhejo to adaMain bheju to aadat
Student : Yaar! dhoka ho gaya.
Dost: kia howa?
Stdnt: Maine Ghar se
books k liye paise mangwaye the,unhone
Books hi bhaij di…
Aisi kon si jaga hai jaha
Ameer se Ameer insaan bhi
katori le kar khara rehta hai?
?
?
?
Socho…
?
?
?
?
?
?
GoolGappay walay k paas.