Aapki Dosti Mujhe Itni Pasand Hai Jitni

Aapki Dosti Mujhe Itni Pasand Hai Jitni;

Charsi Ko Chars

Doctor Ko Nurse

Chor Ko Purs

Gadhay Ko Laat

Ullu Ko Raat

Boorhay Ko Huqqa

Pehelwan Ko Mukka

Nayi Ko Qainchi

Ghareeb Ko Daal

Nawaz Sharif Ko Baal

Mqm Ko Khaal

Kutty Ko Haddi

Nangy Ko Chaddi

Pathan Ko Naswaar

Kangly Ko Udhar

Or

Zardari Ko Iqtedar

Dekha Kitna Hai Mujko aap se Pyar.

😀

Pathan ne pehla Roza rakha

Pathan ne pehla Roza rakha

Pyaas aur bhok se nidhal betha tha k

FM par call mila di.

Awaaz aayi: aap kia sunna pasand karain gay?

Pathan ne kaha:

Mujhe Maghrib ki aazan suna do ………………….

🙂