Woh shaks bhala mera kia saath
Woh shaks bhala mera kia saath nibhaye ga
FarazMosam ki tarah jis ne seekha hai badal jana
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Faraz SMS
Woh shaks bhala mera kia saath nibhaye ga
FarazMosam ki tarah jis ne seekha hai badal jana
Bus itna hi kaha tha kay barso kay piyasay hain FARAZ.
hontoon pay rakh kay hont us nay khamoosh kar diya.
Tere labboon pe har gari naam rahta hai mera,
FarazBata hontoon ko tere ab silaya hai kis ney
Kabhi Himmat Tou Kbhi Hosley Se Haar Gaye
Hum Bad-naseeb Thay Jo Her Kisi Se Haar Gaye
Ajeeb Khel Ka Medaan Hy Ye Dunya Faraz
K Jis Ko Jeet Chukey Usi Se Haar Gaye