Bari Ajeeb Hai Nadaan Dil Ki Khuwahish
Bari Ajeeb Hai Nadaan Dil Ki Khuwahish,
.
.
.
Aamaal Kuch Nahi aur Dil Talabgaar Hai Jannat Ka.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Bari Ajeeb Hai Nadaan Dil Ki Khuwahish,
.
.
.
Aamaal Kuch Nahi aur Dil Talabgaar Hai Jannat Ka.
(‘v’) <‘)
(( )),(//)
-“–“–“-”
Ek Baat Pochon Aap Se?
Kaan Edhar Karo…
.(‘v’)<‘)
(( )),(//)
-“–“–“-”
Eid Ka Gift Kab Do Gay?
Ramazan ka babarkat mahina tezi se guzar rha hai.
Agar main ne aap ko koi dukh dia ho ya meri wajah se aapko koi takleef hoe ho to.
zara sochiye…
pehle aap ne hi koi panga lia hoga. warna aisa to ho hi nahi sakta k meray jesa
shareef
samajhdar
ba ikhlaaq insan aap k
sath kuch karey
agar aap samajhdar hain to mujhse sorry bol do
dil k hum bohat achey hain shayad maaf ker den…
batana mera farz tha baqi aap ki marzi.
🙂
Meri Sab Se Guzarish Hai K Ramzan Mein Good Morning K Message Bhejne K Bajaye Subah
.
.
.
Sehri Mein
.
.
.
Halwa Pori Bhaij Dain.
Shukriya.