1 punjabi ki shadi nahi ho rahi thi
1 punjabi ki shadi nahi ho rahi thi.
wo manat mangnay apni maa k sath gaya, wahan uski maa gum ho gayi.
Os ne kaha
“Wah Mola teri khudai. Apni labbi nai Abby di v gayi 🙁 ”
😀
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
1 punjabi ki shadi nahi ho rahi thi.
wo manat mangnay apni maa k sath gaya, wahan uski maa gum ho gayi.
Os ne kaha
“Wah Mola teri khudai. Apni labbi nai Abby di v gayi 🙁 ”
😀
Neend Aaye Na Aaye Charaghoon Ko Bujha Diya Karo,
Dost
.
.
.
Raat Bhar Kisi Ka Jalna Hum Se Dekha Nahi Jaata.
Hum Ko Aata Hi Nahi Zakhmoon Ki Numaish Karna,
.
.
.
Khud Hi Rotay Hain, Taraptay Hain, Behaltay Hain Aur So Jatay Hain.
KASH MAIN TERA DIL HOTA,
Teri Yaadon Teri Sochon Pe Mushtamil Hota,
Tere Sath Me Lamha Lamha Dhrakta Rehta,
Khud Se Mujh Ko Juda Na Tu Kar Pata,
Teri Zindagi Ka Daar-O-Madaar Main Hota,
Meray Baghair Tera Jeena Bohat Mushkil Hota,
Kash Main Tera Dil Hota,
Main Agar Khush Hota To Hansata Tujh Ko,
Jo Kabhi Rota To Sath Rolata Tujh Ko,
Tere Sang Jeeta Sang Hi Marta,
Teri Tamam Chahaton Ka Mehwar Hota,
Kash Aey Kash K Main Is Qabil Hota,
Kash Main Tera Dil Hota.