Nahi wo shaks muqaddar mein by admin Nahi wo shaks muqaddar mein, phir bhi us se milte hain faraz, Bara pur lutf lagta hai, muqaddar ko saza dena.
Woh shaks bhala mera kia saath by admin Woh shaks bhala mera kia saath nibhaye ga Faraz Mosam ki tarah jis ne seekha hai badal jana
Bus Itna Hi Kaha Tha Kay by admin Bus itna hi kaha tha kay barso kay piyasay hain FARAZ. hontoon pay rakh kay hont us nay khamoosh kar diya.
Tere labboon pe har gari by admin Tere labboon pe har gari naam rahta hai mera, Faraz Bata hontoon ko tere ab silaya hai kis ney