Kitni dair se meri Ankhein Num hain by admin Kitni dair se meri Ankhein Num hain Faraz, . . . . . Koee to Kameena hai Jo Kaat raha hai Pyaaz.
Eid ka Chand by admin Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nahi Nikla Faraz, . . . . Loog Roza Na Tor Dain, Mujhey Eid ka Chand Samaj ker.
Kon Tole Ga Hiroon Mein by admin Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz? . . . Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Gaya.
Mujhay Mohabbat ki saza do by admin Mainne usse kaha, mujhay mohabbat ki saza do Faraz, . . . Us ne jaa ker sub kuch mere abbu ko bata diya.