Aey EID k Chaand! Kion Karta Hai Tu Molviyon Ko Pareshan,
Tujhe Dekhne K Liye BeChain Hain Mufti Muneeb ur Rehman,
Tujhe Dekh Nahi Paate Poore Pakistan K Insan,
Magar Na Jany Kahan Se Dhondh Lete Hain Tujhe Peshawar K Pathan.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression